Saturday, December 20, 2014

udas sham (16/12)

mere sheher ky basi udaas hain 
yeh kia majra hua abhi..
main unwaan bhi na de saka
kaisa mazmoon tum ne parha dia..
ik chaman tha khilty khuwaboon ka
kis aag main tum ne jhonk_ka dia
ye kalejaa jo tum ne jala dia..
janty ho ky ik maan ka tha...
soraaj bhi mun chupaaty dhal gya...
aisa kia zulam kia mere sher_dilon k sheher main...
-QaynatShah

1 comment:

  1. main unwaan bhi na de saka
    kaisa mazmoon tum ne parha dia..

    Bht Khoob

    ReplyDelete