Monday, July 28, 2014

Tmhri Ankhien

wo kehta hai, tmhri ankhien ek samandar hai. in ko jitna mai dehkta hn uthna hi doob jata hn yeh mhje ko pagal karti hai bina dehkti inhy mhje ko chain nhi aata tu phr tm kyu chuptii ho inhy tm kyu jhukatii hai k in k deedar k liye mhjy tm kyu itna saatatii ho. kitni bay raham ho tm tm raham kyu nhi aata mai sun kar uski sari btain dheeray sa muskuratiii hn aur ussay yeh kehti hn suno ankhien tu khokalii hoti hai jazbat sa inhy tu wohi kuch baha jata hai jo dil ko baha jata hai ankhien tu dil ki tarjooma hai yeh dil ko zuban ko samhjat mai kbi khotahii nhi krti tu judoo meri ankhien nhi krti yeh Sara Falsaffa tu tmhri ankhoon na rachaya hai

No comments:

Post a Comment